Dil to tod hi diya
hai ab jalado
ashiyana mera
Taki hum jalkar
khak ho jaye
Na dekh sake
gairon ke sang
muskurana tera
JANAZA mera uth
raha tha,
fir be takliff thi unko
aane me,
Bewafa ghar me
baithe puch rahe
the,
Or kitni der hai
"Dafnane" me. . .
Umar Saari To
Andhere Mein
Nahi Kat Sakti.
Hum Agar Mohabbat
Mein
Dil
Na Jalaaye
To Uss Bewafa Ka
Zikar Kaise Ho ..!!
Bewafai Ki Ye Inteha
Ho Gayi
Tujhse Juda Ho Kar
Bhi Jeeney Ki Aadat
Ho Gayi
Tum Laut Ke aaoge
Hm Se Milne
Roz Dil Ko Behlane
Ki Aadat Ho Gayi
Pathar K Aage Sar
Na Jhukana
Ki Wo Devta Ho
Jaye
Kisi Se Itni Mohabat
Na Karna
Ki Wo Bewafa Ho
Jaye
::
Hm duniya ki bhid
mai T A N H A reh
gye
Hm un k hr sitam
ko hans kr seh gye
Jine chaha is
zindagi se badh kr
Hm mil nhi sakte
wo ye keh gye
Kya gila kre hm
unse bewafai ka
Hm khud hi laye the
mausam tanhai ka
Wo to melo dur the
hmse
Hm hi picha krte
rhe unki prchai ka
Dard-E-Dil Me pr
uska ehsas nhi hota
,R ota hai dil jb wo
pas nhi hota
Brbad ho gye hm
unki muhabbat mai,
Aur wo kehte hai is
tarha pyar nhi hota.
kya kya chupaye
kya kya bataye,
is Dard-E-Dil ko
kise sunae,
dard hota jism me
to dawa kar lete,
par is bari dil k
dard ki dawa kese
banaye.
2 batein unse ki,
dil ka dard kho gya,
logo ne pucha aj
tmhe kya ho gya
hai?
hm bekrar ankho se
sirf ro paye,
ye bhi na keh sake
ki,
humara pyar kisi
aur ka ho gya hai
Hasi-Hasi mai kitno
ko hasa diya,
hasi-Hasi mai kitne
gamo ko chupa liya,
haskar gaya koi
hum par is tarah,
ki humne zindgi
bhar hasna bhula
diya..
Unko azmakar dekh
liya,
ek dhoka kha kar
dekh liya,
kya hua hum hue
barbad,
Unhone to apna dil
behlakar dekh liya. .
.
Jholi faila kar
manga tha use
khuda se
Per khuda ne
merifariyad ko suna
nahi
Jab v pucha maine
iski wajah to usne
kaha
Q chahte ho use jo
tere liye bana hi
nahi
Lamha Lamha
Sanse Khatm Ho
Rahi Hai,
Jindagi Maut Ke
Pahloo Me So Rahi
Hai,
Us Bewafa Se Mat
Pucho Meri Maut Ki
Wajah,
Wo To Bus Jamane
Ko Dikhane Ke Liye
Ro Rahi Hai
Unke bewafai pe
wafa ham karenge,
Yaad ko unki dil se
juda ham karenge.
Itna chaha fir bhi
yaqin nahi use,
Aisi zindagi jee kar
kya karenge
Ab Toh Gham
Sehne Ki Aadat Si
Ho Gayi Hai,
Raat Ko Chhup -
Chhup Rone Ki
Aadat Si Ho Gayi
Hai,
Tu Bewafa
Hai.....Khel Mere Dil
Se Jee Bhar Ke,
Humein Toh Ab
Chot Khaane Ki
Aadat Si Ho Gayi
Hai..
Waqt badalta H
zindagi ke saath..
Zindagi badalti H
mohabbat ke
saath..
Mohabbat nahi
badalti apno ke
saath..
Bas apne badal jate
H waqt ke saath.
janaja mera uth
raha tha fir V takleef
tha unko aane me,
wo bewafa aaya V
to puch raha tha, or
kitni der lagega ise
dafnane me.
Apki yad na aye -
to hum bewafa,
Aap bulao or na aye
- to hum bewafa,
Hume marne ke liye
zeher ki zarurat
nahi,
1 bar nazar fer lo -
na mar jae to hum
bewafa...
hme kisi se koi
sikayt nhi.
shayad meri kismat
mai chahat nhi.
meri taqdir ko likh
kr upr wala mukr
gya.
pucha to bolaye
meri likhawat nhi.
Dekhkar dard mera,
Mehfil me sab
matam manane
lage.
Dushman bhi
hamdardi jatane
lage,
Bus wo Bewafa na
aaye jinki khateer
hum deewane bane.
Tu Bewafa Hogi
Socha Hi Nahi Tha
Tu B Kbhi Khafa
Hogi Socha Hi Nahi
Tha
Jo Geet Likhe The
Kbhi Pyar Pr Tere
Wahi Geet Rusva
Honge Socha Hi Nhi
Tha
Tumhe hai pata
bewafaa hum nahin
the
Pyar ke liye chaar
pal kam nahin the
Kabhi tum nahin the
kabhi hum nahin
the
Pyar ke haseen kab
yeh mausam nahin
the
Kabhi tum nahin the
kabhi hum nahin
the.
hai ab jalado
ashiyana mera
Taki hum jalkar
khak ho jaye
Na dekh sake
gairon ke sang
muskurana tera
JANAZA mera uth
raha tha,
fir be takliff thi unko
aane me,
Bewafa ghar me
baithe puch rahe
the,
Or kitni der hai
"Dafnane" me. . .
Umar Saari To
Andhere Mein
Nahi Kat Sakti.
Hum Agar Mohabbat
Mein
Dil
Na Jalaaye
To Uss Bewafa Ka
Zikar Kaise Ho ..!!
Bewafai Ki Ye Inteha
Ho Gayi
Tujhse Juda Ho Kar
Bhi Jeeney Ki Aadat
Ho Gayi
Tum Laut Ke aaoge
Hm Se Milne
Roz Dil Ko Behlane
Ki Aadat Ho Gayi
Pathar K Aage Sar
Na Jhukana
Ki Wo Devta Ho
Jaye
Kisi Se Itni Mohabat
Na Karna
Ki Wo Bewafa Ho
Jaye
::
Hm duniya ki bhid
mai T A N H A reh
gye
Hm un k hr sitam
ko hans kr seh gye
Jine chaha is
zindagi se badh kr
Hm mil nhi sakte
wo ye keh gye
Kya gila kre hm
unse bewafai ka
Hm khud hi laye the
mausam tanhai ka
Wo to melo dur the
hmse
Hm hi picha krte
rhe unki prchai ka
Dard-E-Dil Me pr
uska ehsas nhi hota
,R ota hai dil jb wo
pas nhi hota
Brbad ho gye hm
unki muhabbat mai,
Aur wo kehte hai is
tarha pyar nhi hota.
kya kya chupaye
kya kya bataye,
is Dard-E-Dil ko
kise sunae,
dard hota jism me
to dawa kar lete,
par is bari dil k
dard ki dawa kese
banaye.
2 batein unse ki,
dil ka dard kho gya,
logo ne pucha aj
tmhe kya ho gya
hai?
hm bekrar ankho se
sirf ro paye,
ye bhi na keh sake
ki,
humara pyar kisi
aur ka ho gya hai
Hasi-Hasi mai kitno
ko hasa diya,
hasi-Hasi mai kitne
gamo ko chupa liya,
haskar gaya koi
hum par is tarah,
ki humne zindgi
bhar hasna bhula
diya..
Unko azmakar dekh
liya,
ek dhoka kha kar
dekh liya,
kya hua hum hue
barbad,
Unhone to apna dil
behlakar dekh liya. .
.
Jholi faila kar
manga tha use
khuda se
Per khuda ne
merifariyad ko suna
nahi
Jab v pucha maine
iski wajah to usne
kaha
Q chahte ho use jo
tere liye bana hi
nahi
Lamha Lamha
Sanse Khatm Ho
Rahi Hai,
Jindagi Maut Ke
Pahloo Me So Rahi
Hai,
Us Bewafa Se Mat
Pucho Meri Maut Ki
Wajah,
Wo To Bus Jamane
Ko Dikhane Ke Liye
Ro Rahi Hai
Unke bewafai pe
wafa ham karenge,
Yaad ko unki dil se
juda ham karenge.
Itna chaha fir bhi
yaqin nahi use,
Aisi zindagi jee kar
kya karenge
Ab Toh Gham
Sehne Ki Aadat Si
Ho Gayi Hai,
Raat Ko Chhup -
Chhup Rone Ki
Aadat Si Ho Gayi
Hai,
Tu Bewafa
Hai.....Khel Mere Dil
Se Jee Bhar Ke,
Humein Toh Ab
Chot Khaane Ki
Aadat Si Ho Gayi
Hai..
Waqt badalta H
zindagi ke saath..
Zindagi badalti H
mohabbat ke
saath..
Mohabbat nahi
badalti apno ke
saath..
Bas apne badal jate
H waqt ke saath.
janaja mera uth
raha tha fir V takleef
tha unko aane me,
wo bewafa aaya V
to puch raha tha, or
kitni der lagega ise
dafnane me.
Apki yad na aye -
to hum bewafa,
Aap bulao or na aye
- to hum bewafa,
Hume marne ke liye
zeher ki zarurat
nahi,
1 bar nazar fer lo -
na mar jae to hum
bewafa...
hme kisi se koi
sikayt nhi.
shayad meri kismat
mai chahat nhi.
meri taqdir ko likh
kr upr wala mukr
gya.
pucha to bolaye
meri likhawat nhi.
Dekhkar dard mera,
Mehfil me sab
matam manane
lage.
Dushman bhi
hamdardi jatane
lage,
Bus wo Bewafa na
aaye jinki khateer
hum deewane bane.
Tu Bewafa Hogi
Socha Hi Nahi Tha
Tu B Kbhi Khafa
Hogi Socha Hi Nahi
Tha
Jo Geet Likhe The
Kbhi Pyar Pr Tere
Wahi Geet Rusva
Honge Socha Hi Nhi
Tha
Tumhe hai pata
bewafaa hum nahin
the
Pyar ke liye chaar
pal kam nahin the
Kabhi tum nahin the
kabhi hum nahin
the
Pyar ke haseen kab
yeh mausam nahin
the
Kabhi tum nahin the
kabhi hum nahin
the.
No comments:
Post a Comment
Note: only a member of this blog may post a comment.